Popular Posts

Saturday 3 September 2011

huuummmm...
                kuchh likhna chahta hun.kya karu jo likhunga bura hi likhunga...mns mai kya kar raha hun ye samajh me aa raha hai,par log kya kar rao he hai.....ye samajh me nahi aa raha(log mns samaaj aur samaaj ka matlab mere alaaawa sab log!).
sala samajh me nahi aata ki mai galat hun ki baki sab.andar ladta hun ...khud ki khud se ladai hai.magar jung to jung hai,haro ya jeeto........nuksaan to dono me hi hai!!   aur idhar to khud se hi khud ki ladai hai....mns dono hi side mai hi hun.......to nuksaan ki to parwaah hi mat karo!!! :)

 BAHUT NUKSAAN SE GUZAR RAHA HUN!!

No comments:

Post a Comment